मीर तक़ी मीर - Ishq Adab

मीर तक़ी मीर की 25 बेहतरीन शायरी

Share this post on:

मीर तक़ी मीर (1723 – 1810) उर्दू दुनिया के उन बड़े शायरों में जाने जाते हैं जिन्होंने 1300 से भी ज़्यादा ख़ूबसूरत ग़ज़लें लिखी हैं, ग़ज़ल के अलावा उन्हें मसनवी, क़सीदा और रुबाई में भी माहिरत हासिल थी, मीर तक़ी  मीर को “ख़ुदा-ए -सुख़न” मतलब उर्दू शायरी के खुदा के नाम से भी जाना जाता है, मशहूर लेखक गोपीचंद नारंग मीर के बारे में कहते हैं की, जब हम मीर को मुहब्बत का शायर कहते हैं तो हमें सावधान रहना चाहिए, मुहब्बत की उनकी बातें सभी सभी को गले लगाने वाली है और वो इंसानी दर्द को अच्छे से समझते थे जो की उनकी  शायरी में भी दिखाई देती है|

 

Pattā Pattā Bootā Bootā Haal Hamārā Jaane Hai Jaane na Jaane Gul hi na Jaane Baaġh to Saarā Jaane hai

 

पत्ता पत्ता बूटा बूटा हाल हमारा जाने है
जाने न जाने गुल ही न जाने बाग़ तो सारा जाने है

Pattā Pattā Bootā Bootā Haal Hamārā Jaane Hai
Jaane na Jaane Gul hi na Jaane Baaġh to Saarā Jaane hai

 

♦♦♦

 

राह-ए-दूर-ए-इश्क़ में रोता है क्या
आगे आगे देखिए होता है क्या

Raāh-e-door-e-Ishq meiñ Rotā hai Kyā
Aage Aage Dekhiye Hotā hai Kyā

 

♦♦♦

 

उल्टी हो गईं सब तदबीरें कुछ न दवा ने काम किया
देखा इस बीमारी-ए-दिल ने आख़िर काम तमाम किया

Ultii ho Gayiiñ Sab Tadbeereñ kuchh na Dawā ne Kaam Kiyā
Dekhāa is Bīmārii-e-Dil ne Aāḳhir Kaam Tamām Kiyā

 

Ham huye Tum huye ki 'Mīr' Huye Us kī Zulfoñ Ke Sab Aseer Huey

 

हम हुए तुम हुए कि ‘मीर’ हुए
उस की ज़ुल्फ़ों के सब असीर हुए

Ham huye Tum huye ki ‘Mīr’ Huye
Us kī Zulfoñ Ke Sab Aseer Huey

 

♦♦♦

 

कोई तुम सा भी काश तुम को मिले
मुद्दआ हम को इंतिक़ाम से है

Koī tum sā bhī Kaash Tum ko mile
Muddaā Ham ko Intiqām se hai

 

3

 

नाज़ुकी उस के लब की क्या कहिए
पंखुड़ी इक गुलाब की सी है

Naāzukī Us ke Lab kī kyā Kahiye
Pañkhudiī Ek gulāab kī sī Hai

 

♦♦♦

 

अब तो जाते हैं बुत-कदे से ‘मीर’
फिर मिलेंगे अगर ख़ुदा लाया

Ab to Jaate Haiñ Butt-kade se ‘Mīr’
Fir Mileñge Agar Khudā Laayā

 

♦♦♦

 

आग थे इब्तिदा-ए-इश्क़ में हम
अब जो हैं ख़ाक इंतिहा है ये

Aag the Ibtidāa-e-Ishq meiñ Ham
Ab jo Haiñ Khaak Intihā Hai Ye

 

♦♦♦

 

याद उस की इतनी ख़ूब नहीं ‘मीर’ बाज़ आ
नादान फिर वो जी से भुलाया न जाएगा

Yaad Us kī itnī Khoob Nahīñ ‘Mīr’ Baaz Aa
Naādān Fir Wo jī se Bhulāyā na jāyegā

 

♦♦♦

 

बारे दुनिया में रहो ग़म-ज़दा या शाद रहो
ऐसा कुछ कर के चलो याँ कि बहुत याद रहो

Baare Duniyā meiñ Raho Gham-zada yā Shaad raho
Aisā Kuchh kar ke Chalo Yaañ ki bahut Yaad raho

 

Dil kī Wīrānī kā kyā Mazkūr hai Ye Nagar sau Martaba lootā Gayā

 

दिल की वीरानी का क्या मज़कूर है
ये नगर सौ मर्तबा लूटा गया

Dil kī Wīrānī kā kyā Mazkūr hai
Ye Nagar sau Martaba lootā Gayā

 

♦♦♦

 

फूल गुल शम्स ओ क़मर सारे ही थे
पर हमें उन में तुम्हीं भाए बहुत

Phuul Gul Shams o Qamar Saare hī the
Par Hameiñ un meiñ Tumhīñ bhaaye Bahut

 

♦♦♦

 

क्या कहूँ तुम से मैं कि क्या है इश्क़
जान का रोग है बला है इश्क़

Kyā Kahūñ Tum se Maiñ ki Kyā hai Ishq
Jaan kā Rog hai Balā hai Ishq

 

♦♦♦

 

इश्क़ इक ‘मीर’ भारी पत्थर है
कब ये तुझ ना-तवाँ से उठता है

Ishq ek ‘Mīr’ Bhārī Patthar Hai
Kab ye Tujh nā-tavāñ se Uthtā Hai

 

♦♦♦

 

बेवफ़ाई पे तेरी जी है फ़िदा
क़हर होता जो बा-वफ़ा होता

Bewafāyī pe Terī jī hai Fidā
Qahar Hotā jo Bā-wafā Hotā

 

Rote Firte Haiñ Saarī Saarī Raat Ab yahī Rozgār hai Apnā

 

रोते फिरते हैं सारी सारी रात
अब यही रोज़गार है अपना

Rote Firte Haiñ Saarī Saarī Raat
Ab yahī Rozgār hai Apnā

 

♦♦♦

 

शाम से कुछ बुझा सा रहता हूँ
दिल हुआ है चराग़ मुफ़्लिस का

Shaam se Kuchh Bujhā sā Rahtā Hooñ
Dil huā hai Charāaġh Muflis Kā

 

♦♦♦

 

‘मीर’ साहब तुम फ़रिश्ता हो तो हो
आदमी होना तो मुश्किल है मियाँ

‘Mīr’ Sāhab tum Farishta ho to ho
Admī Honā to Mushkil hai Miyāañ

 

Kyā Kaheiñ kuchh Kahā Nahīñ Jatā Ab to Chup bhī Rahā Nahīñ Jatā

 

क्या कहें कुछ कहा नहीं जाता
अब तो चुप भी रहा नहीं जाता

Kyā Kaheiñ kuchh Kahā Nahīñ Jatā
Ab to Chup bhī Rahā Nahīñ Jatā

 

♦♦♦

 

होगा किसी दीवार के साए में पड़ा ‘मीर’
क्या रब्त मोहब्बत से उस आराम-तलब को

Hogā kisī Deewār ke Siaaye meñ Padā ‘Mīr’
Kyā Rabt Mohabbat se us Aārām-Talab Ko

 

♦♦♦

 

‘मीर’ अमदन भी कोई मरता है
जान है तो जहान है प्यारे

‘Mīr’ Amdan bhī koī Martā hai
Jaan hai to Jahān hai Pyaāre

 

♦♦♦

 

गुल हो महताब हो आईना हो ख़ुर्शीद हो मीर
अपना महबूब वही है जो अदा रखता हो

Gul ho Mahtāb ho Aaīna ho Khurshīd ho Mir
Apnā Mahbūb Wahī hai jo Adā Rakhtā Ho

 

♦♦♦

 

मत सहल हमें जानो फिरता है फ़लक बरसों
तब ख़ाक के पर्दे से इंसान निकलते हैं

Mat sahl hameiñ Jaano Firtā hai Falak Barsoñ
Tab Khaak ke Parde se Insān Nikalte Haiñ

 

Hamāre Aage tirā Jab Kisū ne Naam liyā Dil-e-Sitam-zada ko Ham ne Thaam Thaam liyā

 

हमारे आगे तिरा जब किसू ने नाम लिया
दिल-ए-सितम-ज़दा को हम ने थाम थाम लिया

Hamāre Aage tirā Jab Kisū ne Naam liyā
Dil-e-Sitam-zada ko Ham ne Thaam Thaam liyā

 

♦♦♦

 

बे-ख़ुदी ले गई कहाँ हम को
देर से इंतिज़ार है अपना

Be-Khudī le gayī kahāñ Ham ko
Der se Intizār hai Apnā

 

♦♦♦

 

मुझे उम्म्मीद है की आपको मीर तक़ी मीर की 25 बेहतरीन शायरी पढ़ कर अच्छा लगा होगा, ऐसे ही और भी बहुत सारे उर्दू शायर के चुनिंदा और मशहूर शेर हमारी वेबसाइट पर आप पढ़ सकते हैं|

Share this post on:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *